Friday, February 11, 2011

zizou

tumhari aankhon ki chamak, bekhof hasee,
chalne ka andaaz,
tumhara zidd karna, bina koi wajah sab se milna,
ek halki si awaaz dekar waqt ko rokna,
roz kuch naya sikhna,
tujhe dekh, har shaks ko kuch yaad aata hai,
apni koi khoii cheez talashte huva,
har shaks apne aap ko tujme paata hai...

No comments:

Post a Comment